Roman script

is aankh me jadu hai ek aankh mein masti hai

in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai 

jis maag mein khoi hai duniya hee mere dil ki 

in julf ke pecho mein in julf ke pecho mein 

bhigi si wo kashti hai

in julf ke pecho mein bhigi si wo kashti hai

in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai

is aankh mein jadu hai ek aankh mein masti hai 

haye ram mein kya karo 

kano mein sunane ki ek neeti kahani hai 

kano mein sunane ki ek neeti kahani hai

bas is dile bismil mein    

bas is dile bismil mein  

hasrat hee barsti 

in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai 

in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai

is aankh me jadu hai ek aankh mein masti hai

Explore this song