Roman script

insha allaah insha allaah 

insha allaah insha allaah 

waada waada hai ishq ka 

waada na tute aaveey

insha allaah insha allaah 

o dhaaga dhaaga hai

dil da dhaaga na choote aveey

insha allaah, allaah hoon 

allaah allaah, insha allaah

ab jism o jaan mein

dil ke jahaan mein

hai tera welcome

aa bhi ja aa aa aa

o beriya ve, o beliya ve

hum na juda ho kariye dua 

haan haan haan haan

waada waada hai, ishq ka 

waada na tute aaveey

insha allaah insha allaah 

dhaaga dhaaga hai

dil da dhaaga na choote aveey

insha allaah insha allaah 

kareeb tere aayi

mite tere tanhaayi

tere khayaalon pe main

suroor banke chhaayi

meri armaan teri mehfil

arzoo ki tu hai manzil

kabhi humse yeh pyaar 

humaara na roothe aaayve

insha allaah insha allaah 

waada waada hai ishq ka 

waada na tute aaveey

insha allaah insha allaah 

muhabbaton ki aahein

mila di dil ki raahein

bani tera nazraana

meri wafa ki baahein

tere dum se chaahatein hai

tere dum se aashiqui hai

koi duniya yeh khushiyon 

wali yeh lootey aave

insha allaah insha allaah 

waada waada hai ishq ka 

waada na tute aaveey

insha allaah

lyrics typed by : kavita golden

Explore this song