Roman script

insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye 

ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye

ae pyar ke deewano duniya hain kayamat ki

kismat pe na rakh dena buniyaad mohabbat ki

kismat ka bharosa kya, bigde ke sanwar jaye

kismat ka bharosa kya, bigde ke sanwar jaye

ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye

insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye 

insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye 

maayus bhi hain nazre umeed bhi hain baki

ye kaun sa aalam hain ab tu hi bata saki

aakhir tera diwana jaye to jaye kidhar

aakhir tera diwana jaye to jaye kidhar

ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye

insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye 

insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye 

chhalke huye ashko mushkil nahi pee lena

gam leke mohabbat me aasan hain jee lena

wo kaise jiye jiska gam had se gujar jaye

wo kaise jiye jiska gam had se gujar jaye

ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye

insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye

Explore this song