Roman script

daulat ki lalch ne aakhir ye kaisa vakat dikhaya hai

bhai bahn ki shadi me lo bhesh badal kar aaya hai

yu nam chin banne se to achha hai daulat na hoti

ye aana bhi kya aana hai kahne ko farj nibhaya hai

daulat hai kya ho ho 

daulat hai kya ek bahan ki chaht ke samne

insan kitna gir gaya daulat ke samne

apne ko bhul baitha hai sauhrat ke samne 

daulat use mil bhi gayi to kya gajab hua

vo kitna kanyab hai kudrat ke samne

insan kitna gir gaya daulat ke samne

apne ko bhul baitha hai sauhrat ke samne

Explore this song