Roman script

insaan ki surat hai shaitan ki fitrat hai

aurat par sitam karna mardo ki rawayat hai 

mardo ki rawayat hai insaan ki surat hai

tanhai ki jinnat hai fursat ka khilauna hai 

aurat jise kahte bistar hai bichhauna hai 

chehro par nakabe hai matlab ki mohabbat hai 

aurat par sitam karna mardo ki rawayat hai

mardo ki rawayat hai insaan ki surat hai

maa banke ishaa ki badnaam hui 

maa banke ishaa ki badnaam hui 

har daur mein sikko mein nilam hui hai ye

sita hai abhi kaidi rawan ki hukumat hai 

insaan ki surat hai shaitan ki fitrat hai

insaan ki surat hai shaitan ki fitrat hai

aurat par sitam karna mardo ki rawayat hai 

mardo ki rawayat hai insaan ki surat hai

Explore this song