Roman script

inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab

zindabad inquilab

chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho 

vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho 

badhe chalo bahaduro ke jum ko mitayenge

girake mahal juml ke naya jaha basayenge

inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab

chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho 

vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho 

zindabad inquilab

kafan saro pe baandh lo jara ke aaj janga hai 

lahu bahe to mat daro lahu bhi ek rang hai inquilab

inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab

chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho 

vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho 

zindabad inquilab

kuchal do dushmano ke sar jala do jalimo ke ghar 

ke sar mein bandh ke chalo aayenge ham jit kar inquilab

inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab

chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho 

vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho 

zindabad inquilab zindabad inquilab

Explore this song