Roman script

aa aa aa aa baby aa aa aa aa baby

naye naye se rang hain jo pal pal mein

toh zindagi hai ek anokhi halchal mein

aao na in raahon mein hmm

naye naye se rang hain jo pal pal mein

toh zindagi hai ek anokhi halchal mein

aao na in raahon mein hmm

aage aage raasta jo chalta jaata hai

saara saara hi sama jhoomta gaata hai

koyi geet sunata hai aa aa aa aa baby baby

aa aa aa aa baby

naya naya hai josh naye sapne hain

yeh aasmaan zameen saare apne hai

aao na in raahon mein oo oo

nayi nayi rut hai naya mausam hai

humein har doori lagti kam hai

aao na in raahon mein oo oo

aage aage aage aage raasta

jo chalta jaata hai

saara saara saara saara hi sama

jhoomta gaata hai

koyi geet sunata hai dil ka toh hai kehna

humko saath hai rehna keh do sabse keh do

aage aage raasta jo chalta jaata hai

saara saara hi sama jhoomta gaata hai

koyi geet sunata hai

aage aage aage aage raasta

jo chalta jaata hai jo chalta jaata hai

saara saara hi sama jhoomta gaata hai

koyi geet sunata hai

aa aa aa aa oo baby baby

oo oo oo baby baby oo

Explore this song