Roman script

in nigaho mein ghar tumhara hai 
tum jo aa jao to maja aaye
in nigaho mein ghar tumhara hai
tum jo aa jao to maja aaye in nigaho mein 
rup ki shehjadi main dil lubhane aayi hu 
aao meri mehfil mein aaj lene aayi hu 
rup ki shehjadi main dil lubhane aayi hu 
aao meri mehfil mein aaj lene aayi hu 
mast baaho mein ek jannat
hai mere ban jao to maja aaye 
haye in nigaaho mein ghar tumhara hai
tum jo aa jao to maja aaye haye 
in nigaho mein 
bat meri maano tum dub jao aankho mein 
haye kaisi halchal hai aag jaisi sanso mein 
bat meri mano tum dub jao aankho mein 
haye kaisi halchal hai aag jaisi saanso mein 
in andhero mein in ujalo mein 
tum jo takrao haye to maja aaye haye 
haye in nigaaho mein ghar tumhara hai
tum jo aa jao to maja aaye haye 
in nigaho mein 
berukho main janu kya tum hi mere kabil ho
tum to mere jivan mein jaane kab se shamil ho 
berukho main janu kya tum hi mere kabil ho
tum to mere jivan mein jaane kab se shamil ho 
in isharo mein dil ki baate hai 
tum samajh jao to maja aaye haye 
in nigaaho mein ghar tumhara hai 
tum jo aa jao to maja aaye haye 
in nigaho mein

Song details

Song video

Watch on YouTube