Roman script

inn hawao me, inn fijao me tujhko meraa pyar pukare

aaja aaja re, tujhko mera pyar pukare

ruk na pau mai khichatee aau mai, dil ko jab dildar pukare

aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

laut rahi hai meri sadaye diwaron se sar takara ke 

laut rahi hai meri sadaye diwaron se sar takara ke 

hath pakad kar chalne wale ho gaye rukhsat hath chadake 

unhe kuch bhi yad nahi hai, ab koi sau bar pukare 

unhe kuch bhi yad nahi hai, ab koi sau bar pukare 

aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

ilam nahi tha itni jaldi katam fasane ho jayenge 

ilam nahi tha itni jaldi katam fasane ho jayenge 

tum begane ban jaoge, hum diwane ho jayege 

kal bahon ka har mila tha, aaj ashako ka har pukare 

kal bahon ka har mila tha, aaj ashako ka har pukare  

aaja aaja re, tujhko meraa pyar pukare

Explore this song