Roman script

in balkhati raho pe unchi nichi sadko pe 

yahi kahi meri manzil chupi hai 
manzil ko mai dhundu manzil mujhe dhunde 
dono ke sapne kabhi honge pure 

koi ye mane na mane maine to bas yahi mana 
chalte rahna jeewan hai maut hai ruk jana 

yahi chalna meri zindagi hai 
manzil ko mai dhundu manzil mujhe dhunde 
dono ke sapne kabhi honge pure 
takdir kahte hai jisko rakh dunga mai to badal ke 
kabhi kanto pe chal ke kabhi dhup me jalke 

yahi mujhko lagan bas lagi hai 
manzil ko mai dhundu manzil mujhe dhunde 
dono ke sapne kabhi honge pure 
in balkhati raho pe unchi nichi sadko pe 
in balkhati raho pe unchi nichi sadko pe 
yahi kahi meri manzil chupi hai 
manzil ko mai dhundu manzil mujhe dhunde 
dono ke sapne kabhi honge pure

Song details

Song video

Watch on YouTube