Roman script

in aasuon se kisko 

kya hua hasil

maana kehna hai asaan

nibhana hai mushkil

phir bhi e yaar mere 

sun le meri iltejaa

bhul ja jo hua use bhul ja

hai kasam tujhe muskuraa

khud ko yu na de tu sajaa

un yaadon ko tu bhul ja

wo to nahi tha teri

wafaaon ke kabil

jane kya sochkar

tune de diya apna dil

is baar dil ka sauda

karna na yuon bewajah

bhul ja jo hua use bhul ja

hai kasam tujhe muskuraa

khud ko yu na de tu sajaa

un yaadon ko tu bhul ja

teri zindagi teri hai

kisi ki amaanat nahi

jab chahe tod de

aisi imaarat nahi

is baar dil ka sauda

karna na yuon bewajah

bhul ja jo hua use bhul ja

hai kasam tujhe muskuraa

khud ko yun na de tu sajaa

un yaadon ko tu bhul ja

jo huwa use bhul ja

hai kasam tujhe muskura

khud ko yun na de tu sajaa

un yadon ko tu bhul ja

na na na na na na bhul ja

na na na na na na muskura

khud ko na de tu yun sajaa

un yadon ko tu bhul ja

Explore this song