Roman script

bade nadan ho uljhe ho tum aakar hasino se

bina soche ladai tumne aankhe najamino se

in aankho se najar ka in aankho se najar ka

teer chal jata to kya hota ji chal jata to kya hota

ji chal jata to kya hota jara socho tumhara dam 

nikal jata to kya hota nikal jata to kya hota

aji ab tum yaha kya karne aaye bhala kya karne aaye

aji kahdo ke aahe bharne aaye haye aahe bharne aaye

ghani julfo ki chaw me bechare marne aaye

haye bechare marne aaye na jane kitne dhokhe

tumne aankho me chipaye hai hotho par tumne aakar

teer ulfat ke chalaye hai jo bhule se hamara

jo bhule se hamara hath chal jata ho kya hota

chal jata ho kya hota jara socho tumhara dam 

nikal jata to kya hota nikal jata to kya hota

jhuki aankhe nigahe nichi nichi nigahe nichi nichi

ye hotho par hasi hai fiki fiki hasi hai fiki fiki

hue thande jo tune bate hame sikhi sikhi

hamare samne tumne dil apne dur se feke

na ye socha koi mehandi rache in shokh kadmo se

tumhare dil ko yu yu yu tumhare dil ko yu yu yu

masal jata to kya hota masal jata to kya hota

masal jata to kya hota in aankho se najar ka teer

chal jata to kya hota ji chal jata to kya hota

jara socho tumhara dam

nikal jata to kya hota nikal jata to kya hota

Explore this song