Roman script

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija 

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

naa aaya yakin dil ko jab naam apna dekha

kagaz pe vo tere dil ke ye aankhe hui hairaan 

sach hai sach hai jo dekha hai 

dilbar tan-man apna hamne vaara tum pe 

dola dola dola dola man dola dola dola

dola dola dola dola man dola dola dola

gori-gori ye kalaayi teri chhu lu zara

teri chudiyo se dhun koi chhedu zara

gori-gori ye kalaayi teri chhu lu zara

teri chudiyo se dhun koi chhedu zara

jis pal tu ne chhuaa mujhe zara-zara

mujhe haya bhi aai dil ko aaya maza zara

tere rup ki sharaab aankho se pite hai 

sachche mayakash to aise hi hote hai 

zindagi yun hi bit rahi thi sanam 

tere milane se jine me aaya hai dam 

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

dola dola dola dola man dola dola dola 

dola dola dola dola man dola dola dola

mera rup hai tujh se khila-khila

khushiyo ka hai tum se hi silsila

maine rab se jo maangi duva-duva 

unhi duvaao ka tum hi to ho na sila-sila

ab to pyar ki barsaat honi hai din raat 

chaahe kuchh ho haalaat dena pyar ka saath 

yun hi apni mohabbat phule-phale 

ye karva yun hi chala chale 

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

dola dola dola dola man dola dola dola 

dola dola dola dola man dola dola dola

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija 

imtehaan ham pyar ka de ke raah dekhe kya hai natija

dola dola dola dola man dola dola dola 

dola dola dola dola man dola dola dola 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song