Roman script
Dukam Dukam dakum……. Ho ho ho…. Door sehar se humka laga India aisa place Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des Hum kaah jaane, hum kaah jaane Hum kaah jaane thhay Skyscraper hoga har kone kone pe Arey nikli India aage jeeti bog race ki race Tabhi toh… tabhi toh… Oh mori imported kamariya chhant ke aayi duniya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi Arey mori imported kamariya Chhant ke aayi duniya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi Arey kheech ke laayi India Tori imported kamariya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi India jaan le gayi Dukam Dukam dukam……. Haaye! Chillam mein bhar lo arey aisi ye lat hai Bachne ka plan chhod – NO If, NO But hai Chhabbis kishto mein bant gayi jawaani TV pe aati najar hai Lagi lagi loudspeaker pe baji baji Remix ki dhun par Firangi meri angdaai hai Aayi mori imported kamariya Chhant ke aayi duniya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi Oh mori imported kamariya Chhant ke aayi duniya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi Arey kheech ke laayi India Tori imported kamariya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi India jaan le gayi Jeet bhaav mein shehar gaanv mein bechta Nirvana Shirt-Pant mein bhes badal kar Dhoti-Paijama Baj gaye baj gaye dil ki dhun pe Band bajaiya, Rog lagaiya Jinda na chhode tu jaalim maaregi bhaiya Oye Hoye Door sehar se humka laga India aisa place Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des Hum kaah jaane Hum kaah jaane Hum kaah jaane thhay Skyscraper hoga har kone kone pe Arey nikli India aage jeeti bog race ki race Tabhi toh… tabhi toh… Oh Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi Arey Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Song details
- Singer: Richa Sharma
- Singer: Vishal Dadlani
- Singer: Shekhar Ravjiani
- Film / album: Shanghai
- Composer: Vishal-Shekhar
- Lyricist: Anvita Dutt
singer: Richa Sharma, Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
director: Dibakar Banerjee
cast: Abhay Deol, Emraan Hashmi, Kalki Koechlin, Prosenjit Chatterjee, Pitobash Tripathy, Farooq Sheikh
language: Hindi