Roman script

tinak tinak tintara tinak tinak re
tinak tinak tintara tinak tinak re 
imali ka buta, beri ka ped, imali khatti, mithe ber

is jungle me, ham do sher, chal ghar jaldi, ho gayi der
chal ghar jaldi, ho gayi der

imali ka buta, beri ka ped
jis din se tu ruth gaya 
jis din se tu ruth gaya, teri kasam dil tut gaya
na jane kab rat hui, na jane kab hua saver
imali ka buta, beri ka ped, imali khatti, mithe ber 
is jungle me, ham do sher, chal ghar jaldi, ho gayi der
chal ghar jaldi, ho gayi der
imali ka buta, beri ka ped
raunak pyar ke nam ki hai, ye daulat kis kam ki hai
raunak pyar ke nam ki hai, ye daulat kis kam ki hai
imali ka buta, beri ka ped, imali khatti, mithe ber 
is jungle me, ham do sher, chal ghar jaldi, ho gayi der
chal ghar jaldi, ho gayi der
imali ka buta, beri ka ped
tinak tinak tintara tinak tinak re
tinak tinak tintara tinak tinak re

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Mohammed Aziz

actor: Dilip Kumar, Raaj Kumar