Roman script

ilzamo ka naam zindagi mushkil hale dil kahna

ilzamo ka naam zindagi mushkil hale dil kahna

bina khata ki saza mile jaha 

us basti me kya rahna ilzamo ka naam zindagi 

mushkil hale dil kahna ilzamo ka naam zindagi 

man ke pawan pyar ko duniya 

tan ka aakarshan samjhe

man ke pawan pyar ko duniya 

tan ka aakarshan samjhe

apne jaisa dagdar hi auro ka daman samjhe

avas ki mari duniya sari iske tane kya sahna

ilzamo ka naam zindagi 

mushkil hale dil kahna ilzamo ka naam zindagi 

jismo ke rishte hi sab kuch

ruh ka rishta kuch bhi nahi 

jismo ke rishte hi sab kuch

ruh ka rishta kuch bhi nahi 

waha aadmi ki kya kimat 

jaha farishta kuch bhi nahi   

saitani fitrat walo ne bhesh farishto ka pehna

ilzamo ka naam zindagi mushkil hale dil kahna

bina khata ki saza mile jaha us basti me kya rahna

ilzamo ka naam zindagi

Explore this song