Roman script

aaye ho jo milne chhod ke jaana na 

jaane jaan tumse yehi hai ilteja

aankhon hi aankhon mein

dil ki chhupi baatein

kar jaye koi na jaane kya hua

zamane bhar se main

kyun karoon inkaar

karta hun tumse main pyaar

basaa ke palkon mein

tumko main har baar

choo lun man ka har taar

koi ye jaane na

dil mera kitna hai soona

dil mein nahin koi doosra

aaye ho jo milne chhod ke jaana na

jaan e jaan tumse yehi hai ilteja

aankhon hi aankhon mein

dil ki chhupi baatein

kar jaye koi na jaane kya hua

main tumse waadon ka kya karun iqrar

chahat na maange izhaar

meri har har dharkan tumpe aitbaar

karti hai tumse hi pyaar

koi tumhe itna hi pyar

koi tumhe itna chahe nahi jitna

main chaahun

koi nahi tumhare siva

chhod ke jaana na, chhod ke jaana na

chhod ke chhod ke na jaana

chhod ke jaana na, chhod ke jaana na

chhod ke chhod ke na jaana

chhod ke jaana na, chhod ke jaana na

chhod ke chhod ke na jaana

Explore this song