Roman script

shame malang si, raate surang si
baghi udan pe hi, na jaane kyu
ilahi mera ji aaye aaye, ilahi mera ji aaye aaye 
sar pe sawal hain, jina filhal hain
khanabadoshiyo pe hi jaane kyu 
ilahi mera ji aaye aaye, ilahi mera ji aaye aaye 
mera falsafa kandhe pe mera basta 
chala main jaha le chala mujhe rasta 
phulo pe nahi bundo ke samundar pe 
ilahi mera ji aaye aaye, ilahi mera ji aaye aaye 
shame malang si, raate surang si
baghi udan pe hi na jaane kyu
ilahi mera ji aaye aaye, ilahi mera ji aaye aaye 
ilahi ilahi

Song details