Roman script

ikraar main karti hun

ikraar amin karti hun 

jaa kah de zamane se, tujhe pyaar main karti hun 

ikraar main karti hun

ikraar amin karti hun 

kab duniya se darta hun 

kab duniya se darta haun 

mujhe teri kasam soniye, main tujhpe hi marta hun 

main tujhpe hi marta hun 

dushman ye zamana hain 

dushman ye zamana hain 

khwabo ke gharunde ko, logo se bachana hain 

logo se bachana hain 

is baat ka rona hai 

is baat ka rona hai 

ye log hain patthar ke, dil ek khilauna hain 

dil ek khilauna hain 

jaagi ankhiyo ka sapna hai 

jaagi ankhiyo ka sapna hai

gair hai saari duniya, ek tu mera apna hain 

ek tu mera apna hai 

pedo ka saya hain 

pedo ka saya hain 

lagta hain rab ne tujhe, mere liye hi banaya hain 

mere liye hi banaya hain 

fir yaad teri aai 

fir yaad teri aai 

doli leke aaja sajna, ab dansti hain tanhaai 

ab dansti hai tanhaai 

tera saath nibhaaunga 

tera saath nibhaaunga 

chhin ke duniya se, tujhe main le jaaunga 

tujhe main le jaaunga 

duniya se chala jaaye 

duniya se chala jaaye 

waada pyaar ka jo bhule, wo alla kare mar jaaye 

wo alla kare mar jaaye

Explore this song