Roman script

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

sau ka lota titar mota chal madari paisa khota

sau ka lota titar mota chal madari paisa khota paisa khota

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

techer teacher iska matlab kya hai jara hamko samjhana

iska matlab kuch bhi nahi hai bacho ye hai gana

mil jul ke tum sare gao koi bada na koi chota

chal madari chal madari paisa khota

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

teacher dekho hamse jhagda karta hai ye kalu kalu kalu 

teacher dekho hamse jhagda karta hai ye kalu 

ye hai mohan kalu to hai chidiya ghar ka bhalu bhalu

har insan barabar gora ho ya kala kaluta

chal madari chal madari paisa khota

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

teacher ye school na ho to hum sab mauj udaye

tumse bandhi hui hai jag ki badi badi aashaye

tum ho chote chote bache sara jag hai tumse chota

khote or khare paise me farq hai kya batlao

dono ki awaz alag hai dono ko khankhao dono ko khankhao

dunia ke bazar me bacho chal nahi sakta khota paisa

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

ikkad dukkad bamba bo assi nabe pura sau

Explore this song