Roman script

ek yaad kisi ki, yaad rahi

ek yaad kisi ki, yaad rahi

aur sari duniya bhul gaye

dil gum ke geet sunata hai

dil gum ke geet sunata hai

aaram ka nagma bhul gaye

ek yaad kisi ki, yaad rahi

aur sari duniya bhul gaye

kyu kar mai hansu, dil rota hai

ab koi bhi aansu rota hai

ye aansu jahan me jeete hai

ye aansu jahan me jeete hai

jeene ki tamanna bhul gaye

ek yaad kisi ki, yaad rahi

aur sari duniya bhul gaye

Explore this song