Roman script

ik tute hue dil ka kise dard sunaye

barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye 

ik tute hue dil ka kise dard sunaye

barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye 

wo bhulane wale ab yaad na aao yaad na aao 

wo bhulane wale ab yaad na aao yaad na aao 

ya aasuon se kah do aankho me na aaye 

barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye 

ik tute hue dil ka kise dard sunaye

barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye 

khamosh hai sunkar bhi ye bedardi 

zamaana bedardi zamaana 

aanho ki kahani ab kise ja ke sunaye 

barbaad mahobbat tujhae lekar kaha jaye 

ik tute hue dil ka kise dard sunaye

barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye

Explore this song