Roman script

ek to main jawa us pe tu yaha

aaja meri jaa aur na jala

ek to main jawa us pe tu yaha

aaja meri jaa aur na jala

paani me jawani kaisi aag lagaaye

bhiga bhiga badan jal jal jaaye

ek to main jawa us pe tu yaha

aaja meri jaa aur na jala

lat bikhare, masti me

mach jaaye shor basti me

lat bikhare, masti me

mach jaaye shor basti me

ek to hai majburi

uspe hai ye duri

dil me shole bhadke

aa ke koi bujhaaye

ek to main jawa us pe tu yaha

aaja meri jaa aur na jala

ek to main jawa us pe tu yaha

aaja meri jaa aur na jala

saal solva aaya kyu, dard pyaar ke laya kyo

saal solva aaya kyu, dard pyaar ke laya kyo

mausam ye mastana maare na koi tana

kaho piya se chhupna chhode aake ang lagaye

ek to main jawa us pe tu yaha

aaja meri jaa aur na jala

paani me jawani kaisi aag lagaaye

bhiga bhiga badan jal jal jaaye

ek to main jawa us pe tu yaha

aaja meri jaa aur na jala

Explore this song