Roman script

ik taraf hai gharwaali ik taraf baaharwaali

yeh bole woh aala woh bole mi aali

ik taraf hai gharwaali ik taraf baaharwaali

yeh bole woh aala woh bole mi aali

ai ya ya bolo kya karu ai ya ya dono se daru

ik taraf hai gharwaali ik taraf baaharwaali

yeh bole woh aala woh bole mi aali

sweet sweet gharwaali hot hot baaharwaali 

sweet sweet gharwaali hot hot baaharwaali 

yeh bajaaye siti woh bajaaye taali

woh mujhko dekhe main usko dekhu

woh mera soche main uska sochu

isko galti se chumu toh deti hai woh gaali

ik taraf ik taraf ik taraf hai gharwaali ik taraf baaharwaali

yeh bole woh aala woh bole mi aali

yeh hai shehar ki gori woh hai gaanve ki chhori 

yeh hai shehar ki gori woh hai gaanve ki chhori 

dono ke haaton mein meri patang ki dori

yeh mera pongo woh meri dafali

yeh dono asali yeh dono nakali

woh hai nepaali bulbul yeh mumbai mirchi waali

ik taraf ik taraf ik taraf hai gharwaali ik taraf baaharwaali

yeh bole woh aala woh bole mi aali

ai ya ya bolo kya karu ai ya ya dono se daru

gharwaali gharwaali hai tu toh baahrwaali hai

aayi tu mehal mein kaise tu toh chaaliwaali hai

tera gharwaala kyun mere pichhe aata jaata hai

aate jaate kyun mujhse woh aankh ladaata hai

woh mera hai mera woh kal tak tha tera

deewaani main usaki deewaana woh mera

dono khatare ki ghanti kyun maine gale mein daali

ik taraf ik taraf ik taraf hai gharwaali ik taraf baaharwaali

yeh bole tu aala main bole mi aali

Explore this song