Roman script

ik roj bichadne walo ka 
ik roj bichadne walo ka 
sab tak hilmil kar gujar chale 
is din se mile is din se chide 
wo udhar chale hum idhar chale 
wo bhul gayi beeti baate 
beeti raate hai yaad hume 
wo bhul gayi beeti baate 
beeti raate hai yaad hume 
hum tumse najar milake bhi 
unki najaro se utar gaye 
wo udhar chale hum idhar chale 
muh dikhlakar muh mod gaye 
dil le ke dil ye tod gaye 
muh dikhlakar muh mod gaye 
dil le ke dil ye tod gaye 
aabad rahe unki galiyan 
aabad rahe unki galiyan 
hum dhokar apni najar chale 
wo udhar chale hum idhar chale 
jab aas gayi aasra gaya 
jine ki tamanna nahi rahi rahi nahi 
kuch aas rahe kuch sath rahe 
kuch aas rahe kuch sath rahe 
har seene pe unki najar chale 
wo udhar chale hum idhar chale

Song details

Song video

Watch on YouTube