Roman script
main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne dil ko behka diya ishq ke jaam ne main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne dil ko behka diya ishq ke jaam ne musalsal nazar barasti rahi taraste hain hum bheege barsaat mein ik mulaqaat... ik mulaqaat mein, baat hi baat mein unka yun muskurana ghazab ho gaya kal talak woh jo mere khayalon mein thhe rubaru unka aana ghazab ho gayaa.. mohabbat ki pehli mulaqaat ka asar dekho na jaane kab ho gaya ik mulaqaat mein, baat hi baat mein unka yun muskurana ghazab ho gaya makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin aankhon ka aitbaar mat karna ye uthey to qatl-e-aam karti hain koi inki niagaahon pe pehra lagaao yaaron ye nigaahon se hi khanjar ka kaam karti hain makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha hai jal raha dil mera kyun pata kuch nahi kyun khayaalon mein kuch barf si gir rahi ret ki khwahishon mein nami bhar rahi musalsal nazar barasti rahi taraste hain hum bheege barsaat mein ek mulaqat... ik mulaqat mein, baat hi baat mein unka yun muskurana ghazab ho gaya kal talak jo mere khayalon mein thhe rubaru unka aana ghazab ho gaya
Song details
- Singer: Altamash Faridi
- Singer: Palak Muchhal
- Film / album: Dream Girl (2019)
- Composer: Meet Bros
- Lyricist: Shabbir Ahmed
- Actor: Abhishek Banerjee
- Actor: Annu Kapoor
- Actor: Ayushmann Khurrana
- Actor: Manjot Singh
- Actor: Nidhi Bisht
- Actor: Nushrat Bharucha
- Actor: Raj Bhansali
- Actor: Rajesh Sharma
- Actor: Shashi Ranjan
- Actor: Vijay Raaz
Song video
singer: Altamash Faridi, Palak Muchhal
actor: Ayushmann Khurrana, Nushrat Bharucha