Roman script

rang rangake bhang chadake naina ho gaye char

bich bajariya kho gaya manwa dhund ke la de yar

ek ladki ne mujh pe jadu kiya haye jadu kiya 

chori chori mera dil le liya dhina dhin tak dhina dhin

dhina dhin tak dhina dhin 

tune kiya ho maine kiya

ha ha maine kiya dil deke badle me dil le liya

dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin

indar danush ke rango se mai teri mang saja du

teri rah me mere humdum pyar ke deep jala du

aankho me rahta tha kajal sajan ab to rahta hai chehra tera

ye sath apna rahe har janam maine mangi hai rab se dua

aankho me rahta tha kajal sajan ab to rahta hai chehra tera

ye sath apna rahe har janam maine mangi hai rab se dua

ninde gayi mera chain gaya haye chain gaya

rah rah ke dhadke hai mera jiya

ek ladki ne mujhpe jadu kiya haye jadu kiya

chori chori mera dil le liya dhina dhin tak dhina dhin

dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin

dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin

Explore this song