Roman script

ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu

churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu

bada hi shokh hai ye aaftabi rang hontho ka

agar mil jaye thoda sa gulabi rang hontho ka

gulabi rang hontho ka

to sadke husn ke rangin apni daasta kar lu

churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu

ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu

agar aata hai aankho ko tumhari teer barsana

to main bhi jaanta hu pyar ki raaho me mar jana 

inhi raaho me mar jana 

magar itna to mauka do

ke haal-e-dil baya kar lu

churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu

ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu

suno agar shauk se to dhadkane dil ki sunata hu

kaho to baat matlab ki jaba par aaj lata hu

jaba par aaj lata hu

bura mano to kah do band main apni jaba kar lu

churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu

ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu

Explore this song