Roman script

idhar gaya ya udhar gaya

idhar gaya ya udhar gaya

dil mera jane kidhar gaya

lakh sambhala dil matwala phir bhi machal gaya

dekh ke tujhko yaar mera dil hath se nikal gaya

idhar gaya ya udhar gaya

idhar gaya ya udhar gaya

dil mera jane kidhar gaya

sun le sitamgar mere tumse hai ye intza 

dil jab liya hai mera dil apna deke bhi ja

sun le sitamgar mere tumse hai ye intza 

dil jab liya hai mera dil apna deke bhi ja

dekh to le bas ek nazar aisa bhi chhalka na kar

idhar gaya ya udhar gaya

idhar gaya ya udhar gaya

dil mera jane kidhar gaya

dil jo dhadkata nahi wo dil bhi kis kam ka

jisme nahi pyar ho dil to hai bas naam ka

dil jo dhadkata nahi wo dil bhi kis kam ka

jisme nahi pyar ho dil to hai bas naam ka

pyar nahi to duniya me jine me kya hai maza

idhar gaya ya udhar gaya

idhar gaya ya udhar gaya

dil mera jane kidhar gaya

lakh sambhala dil matwala phir bhi machal gaya

dekh ke tujhko yaar mera dil hath se nikal gaya

Explore this song