Roman script

idhar chala main udhar chala, jane kahan main kidhar chala

arre phisal gaya, yeh tu ne kya kiya
idhar chali main udhar chali, jane kahan main kidhar chali 

arre phisal gayi, le tere sang ho chali
nazar yeh kiski hume lagi 
nazar yeh kiski hume lagi, ke chalte chalte phisal gaye 
hasi hasi mein yeh kya hua, hum badal gaye

kyon badal gaye, hum badal gaye
idhar chala main udhar chala, jane kahan main kidhar chala
idhar chala main udhar chala, jane kahan main kidhar chala 
arre phisal gaya, yeh tu ne kya kiya
tum itne bhole ho kis liye, tum itni aachi ho is liye
kyon achchi ho yeh batao tum, kyon batao main

kuch batao na, kyon batao main
idhar chali main udhar chali, jane kahan main kidhar chali 
idhar chali main udhar chali, jane kahan main kidhar chali 
arre phisal gayi, le tere sang ho chali
idhar chala main udhar chala, jane kahan main kidhar chala
idhar chala main udhar chala, jane kahan main kidhar chala 
arre phisal gaya, yeh tu ne kya kiya
main tere sang ho chali, yeh tu ne kya kiya
main tere sang ho chali

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Udit Narayan

actor: Hrithik Roshan, Preity Zinta