Roman script

i love you, i love you 

kaha chhupi hain tu, kaha chhupi hain tu 

kaha chhupi hain tu, kaha chhupi hain tu 

i love you, i love you 

saji hui hain husn ki mehfil 

ek se ek hasina 

saji hui hain husn ki mehfil 

ek se ek hasina 

magar mujhe jiski hain hasrat 

wo hain ek nagina 

pyar ki hain khusbu, kaha chhupi hain tu

kaha chhupi hain tu, i love you

i love you 

aap mile to baat bani hain 

aapko dekha maine 

aap mile to baat bani hain 

aapko dekha maine 

phulo ke jhurmut me khoye 

aapko dhunda maine 

jaane jigar hain tu, kaha chhupi hain tu 

kaha chhupi hain tu, i love you

i love you 

i love you, i love you 

i love you, i love you

Explore this song