Roman script

itane arman lekar abb mai jaunga kaha

kuchh pane ko jo khoya phir paunga kaha

manjil kho gayee ek pal ko bass rah rah gayee

raho ne yu moda kee manjil hee mil gayee

kab kahan dil se nikalee sada, mujhko nahee pata

i am coming home again

mil gayee mujhko meree disha, badalee hai yu hawa

i am coming home again

kitane arman lekar abb mai jaunga kaha

kuchh pane ko jo khoya phir paunga kaha

kab kahan dil se nikalee sada, mujhko nahee pata

i am coming home again

mil gayee mujhko meree disha, badalee hai yu hawan

i am coming home again

chehara janasa kuchh pehchana sa, mai tha magar mai nahee

sapne tute the arman jhute the, aankho me mere kahee

jo chaha woh paya hai maine magar

kaise milau mai (khud se najar - 2)

kab kahan dil se nikalee sada, mujhko nahee pata

i am coming home again

mil gayee mujhko meree disha, badalee hai yu hawa

i am coming home again

kisne mujhe naa samajha, maine kise naa jana, divar khud ban gayee

rishte puri tarah se, bikhare bhee toh nahee the, bass thee darare kayee

abb woh deeware darare nahee

apne hain sapne hai (sare yahee - 2)

kab kahan dil se nikalee sada, mujhko nahee pata

i am coming home again

mil gayee mujhko meree disha, badalee hai yu hawan

i am coming home again (coming home again)

itane arman lekar abb mai jaunga kaha

kuchh pane ko jo khoya phir paunga kaha

manjil kho gayee ek pal ko bass rah rah gayee

raho ne yu moda kee manjil hee mil gayee

kab kahan dil se nikalee sada, mujhko nahee pata

i am coming home again

mil gayee mujhko meree disha, badalee hai yu hawa

i am coming home again

Explore this song