Roman script
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye khule aam aanchal na lahara ke chaliye huzur is kadar bhi na itra ke chaliye khule aam aanchal na lahara ke chaliye huzur is kadar bhi na itra ke chaliye koi manchala gar pakad lega aanchal koi manchala gar pakad lega aanchal zara sochiye aap kya kijiyega laga de agar badh ke zulfo me kaliya laga de agar badh ke zulfo me kaliya to kya apni zulfe jhatak dijiyega huzur is kadar bhi na itra ke chaliye khule aam aanchal na lahara ke chaliye huzur is kadar bhi na itra ke chaliye bahut khubasurat hai har baat lekin bahut khubasurat hai har baat lekin agar dil bhi hota to kya baat hoti likhi jaati phir daastaan-e-muhabbat likhi jaati phir daastaan-e-muhabbat ek afasaane jaise mulaaqaat hoti huzur is kadar bhi na itra ke chaliye khule aam aanchal na lahara ke chaliye huzur is kadar bhi na itra ke chaliye khule aam aanchal na lahara ke chaliye huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
Song details
- Singer: Bhupinder Singh
- Singer: Suresh Wadkar
- Film / album: Masoom (1983)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Naseruddin Shah
- Actor: Shabana Azmi
- Actor: Saeed Jaffrey
- Actor: Jugal Hansraj
- Actor: Urmila Matondkar
- Actor: Supriya Pathak
- Actor: Tanuja
- Actor: Aradhana
- Actor: Satish Kaushik
- Actor: Ram Gopal Bajaj
Song video
singer: Bhupinder Singh, Suresh Wadkar
actor: Shabana Azmi, Naseeruddin Shah, Saeed Jaffrey