Roman script
huzur aap ye tohfa kabul kar lijiye huzur aap ye tohfa kabul kar lijiye ye mere pyar ka ek chhota sa nazrana hai mere aap mujhe aur tamana kya hai mere aap mujhe aur tamana kya hai ye dil to bas aapke pyar ka diwana hai huzur aap ye tohfa kabul kar lijiye hamare pyar ka bandhan kabhi na tutega hamare pyar ka bandhan kabhi na tutega zamana chhute magar sath ye na chhutega ye jiske aage zamane ki daulat bhi kam mila hai mujho wo ek pyar ka khajana hai mere aap mujhe aur tamana kya hai
Song details
- Singer: Anwar
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Ghar Ka Sukh (1987)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Ravi
- Actor: Raj Kiran
- Actor: Shoma Anand
- Actor: Tanuja
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Kader Khan
- Actor: Asha Lata
- Actor: Bharat Bhushan
singer: Anwar, Anuradha Paudwal