Roman script

husn yaha ishk waha

dono hasi dono jawa

ishk kahe husn sune pyar bhari dasta

husn yaha ishk yaha

dil ka ye bazar hai

dil ka ye bazar hai

dil hi khariddar hai

dil hi khariddar, khariddar 

kharidadar hai

sochta hai dil me kya

sauda mazedar hai

sochta hai dil me kya

sauda mazedar hai

aayega na laut ke phir ye sama

dono hasi dono jawa

ishk kahe husn sune pyar bhari dasta

husn yaha ishk yaha

aayi hai rangin rat

aayi hai rangin rat

rakh de mere dil pe hath

rakh de mere dil pe hath

rakh de mere dil pe hath

dhadkano ke saaz par sun le jara ek baat

dhadkano ke saaz par sun le jara ek baat

raat to phir aayegi par hum kaha

dono hasi dono jawa

ishk kahe husn sune pyar bhari dasta

tujhme hai agar hausla

tujhme hai agar hausla

hath badha jaam utha

hath badha jaam utha

ho hath badha jaam utha

kal ka na kar etbaar

dam ka bharosa hai kya

kal ka na kar etbaar

dam ka bharosa hai kya

zindagi arman ka hai kaarwa

dono hasi dono jawa

ishk kahe husn sune pyar bhari dasta

husn yaha ishk waha

dono hasi dono jawa

ishk kahe husn sune pyar bhari dasta

husn yaha ishk yaha

Explore this song