Roman script

husn se hai duniya hasin ishk se hai dil ka yakin 
dil ka yakin 
ye jo nahi to kuch bhi nahi har dil me hai ak pardanashi
har dil me hai ak pardanashi
husn ki angdai har najare me najare me
ishk ki parchaiya har ishare me har ishare me 
ojhal kare aur jahir kahe 
ojhal kare aur jahir kahe 
ojhal kare aur jahir kahe 
husn se hai duniya hasin ishk se hai dil ka yakin 
ishk se hai dil ka yakin 
ye jo nahi to kuch bhi nahi har dil me hai ak pardanashi
har dil me hai ak pardanashi
dhadkano ki ragini inke dam se hai inke dam se hai 
aanchalo ki chandani inke dam se hai inke dam se hai 
chaho to le lo jannat yahi chaho to le lo jannat yahi 
jannat yahi chaho to le lo jannat yahi 
husn se hai duniya hasin ishk se hai dil ka yakin 
ishk se hai dil ka yakin 
ye jo nahi to kuch bhi nahi har dil me hai ak pardanashi
har dil me hai ak pardanashi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Pradeep Kumar, Rehman, Jeevan