Roman script

husn ek ulti raah hain

husn ek jhuthi chah hain

husn to ek gunah hain

husn karta tabah hain

is husn ke nakhre naajo najakat

husn ke nakhre naajo najakat

is husn ke nakhre najo najakat

husn ke nakhre naajo najakat

roj roj ab kaun sahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

ya husn rahe ya ishq rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

khud dhokha daga fareb kare

khud dhokha daga fareb kare

khud dhokha daga fareb kare

ilzaam ye husn pe deta hain

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

ya husn rahe ya ishq rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

ek din dekha

ho ek din dekha dard ka mara

dard ka mara dard ka mara

ho ek din dekha dard ka mara

ek aashiq mastana

jungle jungle mara mara firta tha diwana

firta tha diwana

mujhko dekh ke kahne laga

ho mujhko dekh ke kahne laga

are sunle mera fasana

har aashiq ke ghar me paigam mera pahunchana

ke husn ko itna luto maro

ke husn ko itna luto maro

sari umar hi rota rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

ya husn rahe ya ishq rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

humari bhi suno

humari bhi suno

laila ki jab kabr pe chalkar ek hasina aayi

roke lipat ke kahne lagi

aahe roke lipat ke kahne lagi

aahe roke lipat ke kahne lagi

ae laila teri duhai

kaise badla lu inse

aahe kaise badla lu inse

har aashiq hain harjai

to kabr se laila ki rooh ne yahi aawaz lagaai

nikal pado ab taan ke sina

dono me se ek rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

ya husn rahe ya ishq rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

inka har daur dekha inka har taur dekah

aahe inka har daur dekha inka har taur dekah

ho salma ya sulekha

hain sab dhokha hi dhokha

inka har daur dekha inka har taur dekah

yaha se aur waha se puchlo tum jaha se

wafa ke deke jhanse palat dete hain paase

tarunam inke jhuthe tausam inke jhuthe

takulam inke jhuthe marasim inke jhuthe

are jhalaawa hain jhalawa bulaawa hain bulawa

inki ulfat ka dawa dikhawa hain dikhawa

tum ban than ke na niklo

to ye dil na fisle

ek baar maramat hogi

to phir dil na machle

ishq husn ka dushman hain

ishq husn ka dushman hain

koi iske bharose na rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

ya husn rahe ya ishq rahe

hum aaj ye kissa khatam kare

hum aaj ye kissa khatam kare

Explore this song