Roman script

husn ke jalwe hai jawaan

main filmi hu raajdar

dil ko sambhalu ya khud ko sambhalu

ishara to kar meri jaa

husn ke jalwe hai jawaan

raat bhar ye shama saath degi 

raat bhar ye shama saath degi 

jaan tujhpe luta ke kahengi

ye mohabbt hamari hamari rahengi 

ham rahe na rahe ham rahe na rahe 

baaki rahenga nishan

husn ke jalwe hai jawaan

main filmi hu raajdar

dil ko sambhalu ya khud ko sambhalu

ishara to kar mehraban

husn ke jalwe hai jawaan

maiykade mein najar se pilana 

maiykade mein najar se pilana 

id ka chaand nikla deewane 

ye mukdar tumhi ko diya hai deewane 

koi piye naa piye 

koi piye naa piye 

tum to pio janejaa

husn ke jalwe hai jawaan

main filmi hu raajdar

dil ko sambhalu ya khud ko sambhalu

ishara to kar mehraban

husn ke jalwe hai jawaan

Explore this song