Roman script

husn kahta ja raha hain badshah hi kuch nahi
ishq yu khamosh hain jaise suna hi kuch nahi 
husn kahta ja raha hain badshah hi kuch nahi
ae mohabbat ki najar
ae mohabbat ki najar teri adao ke nisaar
dard woh baksha gaya jis ki dawa hi kuch nahi 
husn kahta ja raha hain badshah hi kuch nahi
lo khuda hafij sidharo yaad kar lena kabhi 
hain yeh kismat ki khata mujhko gila hi  kuch nahi 
husn kahta ja raha hain badshah hi kuch nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Ashok Kumar, Nargis