Roman script
husn jab jab ishk se takra gaya sari dunia par nasha sa chha gaya husn jab jab ishk se takra gaya sari dunia par nasha sa chha gaya jab kabhi paigame ulfat aa gaya sari dunia par nasha sa chha gaya husn jab jab ishk se takra gaya pyar kehte hai jise hai konse jadu ka naam pyar kahte hai jise hai konse jadu ka naam aankh karti hai ishara dil ka ho jata hai kaam muskura kar chot jab dil kha gaya sari dunia par nasha sa chha gaya husn jab jab ishk se takra gaya is mohabbat ko tadap samjhe ya betabi kahe is mohabbat ko tadap samjhe ya betabi kahe bekarari din ki ya rato ki betabi kahe raz ye jiske samjh me aa gaya sari dunia par nasha sa chha gaya husn jab jab ishk se takra gaya sari dunia par nasha sa chha gaya husn jab jab ishk se takra gaya
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Neend Humari Khwab Tumhare (1966)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Nanda
- Actor: Omprakash
- Actor: Manorama
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Manmohan
- Actor: Anwar
- Actor: Shashikala
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Bela Bose
- Actor: Vishwa Mehra
- Actor: Madhumati
Song video
singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi