Roman script

dasne lagi hai teri judai

chalne lagi kaisi purwayi

o dasne lagi hai teri judai

chalne lagi kaisi purwayi

haal jiya ka

puchho na puchho na puchho na

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

dasne lagi hai teri judai

chalne lagi kaisi purwayi

haal jiya ka

puchho na puchho na puchho na

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

tere naam se din shuru karti hu

tere naam se raate hoti hai

aa mil ja gal manve

aa mil ja tu gal manve

tujh bin barsaat ke mausam me

tere naam se aankhe roti hai

sau teri ve chanve

sau teri ve chanve

parvat se badli takraye

dasne lagi hai teri judai

ho parvat se badli takraye

dasne lagi hai teri judai

haal jiya ka

puchho na puchho na puchho na

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

meri aati jati sanso me

ek dhun si bajti rahti hai

mahi mere tere liye

mahi mere tere liye

jab jab tu mujhse dur huaa

ek huk si uthti rahti hai

sine me tere liye

sine me tere liye

lab pe dua milne ki aayi

dasne lagi hai teri judai

ho lab pe duaa milne ki aayi

dasne lagi hai teri judai

haal jiya ka

puchho na puchho na puchho na

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

tera pyar hai thnadi chhav piya

ye jag hai dhoop ki tapti dagar

pyar bina nahi hai gujar

pyar bina nahi hai gujar

tujh bin kuch aur dekh bhi sake

mai lau aisi kaha se nazar

yaar bina nahi hai basar

yaar bina nahi hai basar

sahi nahi jaye ye tanhai

dasne lagi hai teri judai

sahi nahi jaye ye tanhai

dasne lagi hai teri judai

haal jiya ka

puchho na puchho na puchho na

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

hun mainu yaad teri aayi

Explore this song