Roman script

hamse milna thik nahi is bhari jawani mein 

aag kisi din lag jayegi bahate pani mein 

dekh duhai mach gai ho jhuki aankh jo teri 

ho dekh duhai mach gai ho jhuki aankh jo teri 

hay hay are angdai na le are ke ye hai jahar bhari 

tabahi na macha adaye na dikha diwana na bana tu 

resham ka rumal na de are hame nishani mein 

resham ka rumal na de are hame nishani mein 

aag kisi din lag jayegi bahate pani mein 

aag kisi din lag jayegi bahate pani mein 

umr teri nadan hai o tu hai badi hasin 

hay umr teri nadan hai o tu hai badi hasin 

hay hay ho jaye hamse khata re aisa na ho kabhi 

jamane ki tarah jamane ki tarah fasane ki tarah 

naam apna bhi aa jaye teri kahani mein 

naam apna bhi aa jaye teri kahani mein 

aag kisi din lag jayegi bahate pani mein 

hamse milna thik nahi is bhari jawani mein 

hamse milna thik nahi is bhari jawani mein 

aag kisi din lag jayegi bahate pani mein 

aag kisi din lag jayegi bahate pani mein

Explore this song