Roman script

hamse hai khushiya khushiya khushiya

hamse hai hasti hasti hasti

jangle ke raja ham hai yaha

masti hai sasti sasti sasti

ham jo chalte hai, chalta hai sara jahan

ham jo rukte hai, rukta hai aasmaan

dilo ki duniya bana de chalte chalte

satrangi sapne saja de chalte chalte

aaja re vanar bandhu, jungle tujhko pukare

aaja re vanar bandhu, ye pal tujhko pukare

jeele tu isko jeewan, jeewan apna saware

mil jaye apas me sab, sargam yahi sunave

apna man changa changa changa

dil bahti ganga ganga ganga

ye tab tak hai pyare

jab tak na le koi panga

hey dusman ki naliya, ham tode haste haste

apno ki ruh me ham jode haste haste

kiskindha apna jeewan se hamko pyara 

iska har vaar sare jag se hai nyara

aaja re vanar bandhu, jungle tujhko pukare

aaja re vanar bandhu, ye pal tujhko pukare

jeele tu isko jeewan, jeewan apna saware

mil jaye apas me sab, sargam yahi sunave

Explore this song