Roman script

humra ye dil jaani 

humra ye dil jaani 

dekho humra ye dil jaani 

haye kitna sidha sadha oye kitna bhola bhala 

aaj talak to bhule se bhi aadat buri na jani 

aadat buri na jani 

pani samjhkar kar deta hai puri bottle khali khali 

dekho humra ye dil jaani 

dekho humra ye dil jaani o dil jaani satte 

apni dhun mein magan rahe aur kisi se kuchh na bole 

ha kisise kuchh na bole 

kabhi kabhi bole to aisa kaano mein ras ghole 

aaye haye kaano mein ras ghole 

jahar bhi itna kadva na hoga itni iski gaali

dekho humra ye dil jaani 

dekho humra ye dil jaani o dil jaani satte 

o sapne mein bhi naar parai dekhke ye sharmaye 

aaye haye dekhke ye sharmaye 

lekin aakhir dil hi to hai kabhi kabhi aa jaye 

are re re kabhi kabhi aa jaye

ek hafte mein saat baar hi itne bulbul pali

dekho humra ye dil jaani 

dekho humra ye dil jaani

haye kitna sidha sadha oye kitna bhola bhala 

aaj talak to bhulese bhi aadat buri na jani 

aadat buri na jani 

pani samjhkar kar deta hai puri bottle khali khali 

dekho humra ye dil jaani 

dekho humra ye dil jaani o dil jaani

Explore this song