Roman script

hamra mukhda chand ke tukda

hamra mukhda chand ke tukda

phulan jaise bol dekh ke hamra

dekh ke hamra husn jawani

man ho dawa dol

kaho ye kaisi kahi

kaho ye kaisi kahi

kaisi kahi kaisi kahi

kaisi kahi  kaho ye kaisi kahi

kaho kaho kaho kaho ye kaisi kahi

dekh tumhari mast jawani

dekh tumhari mast jawani

ho gaye dawa dol lekin thodi 

lekin thodi tum bhi tasalli 

karna ke anmol

kaho ye kaisi kahi

kaisi kahi kaisi kahi

kaho ye kaisi kahi

dekho humse na takrana

hum hai bake lal

piye na daru phir bhi hamri

chal me hai bochal

dekho humse na takrana

hum hai bake lal

dekho hamse na takrana

ham hai bake lal

are piye na daru fir bhi hamri

chal me hai bochal

kaho ye kaisi kahi

aaha kaho ye kaisi kahi

dudh ke jaisa rang hai mera

hirni jaisi chal

sun kar meri gazal gawaiye

bhul gaye sur tal

dudh ke jaisa rang hai mera

hirni jaisi chal

dudh ke jaisa rang hai mera

hirni jaisi chal

o sun kar meri gazal gawaiye

bhul gaye sur tal

ha ha bhul gaye bhul gaye

bhul gaye sur tal bhul gaye sur tal

kaho ye kaisi kahi aaha kaho ye kaisi kahi

laike latke jhatke

apni kamar jo hum jhatkaye

are kamar jo hum jhatkaye

tum jaisi pachis nachaniya

jhatko me atkaye

aji ha jhatko me atkaye

allah kaise din aaye hai

gende nach dikhaye

allah kaise din aaye hai

gende nach dikhaye

are gende nach dikhaye

aisi ghere dar kamar me

bal wal na pad jaye

haye haye bal wal na pad jaye

dekho gauri hum mardan ki

izzat pe na jao are izzat pe na jao

apni challedar kamar pe itna na itarao

jao itna na itarao

aisi waisi tum ye ta tha thaiya na farmao

maan ke apni har yaha se

wapis ghar ko jao

jao jao wapis ghar ko jao

are tum wapis ghar ko jao

are tum wapis ghar ko jao

yahi hum to rahenge aaha

jo marzi hai kahenge aaha

miya aaye kaha se aaha

jami ya aasma se aaha

wo apni varansi aaha wahi ke hum hai wasi aaha

mera bheja na khao aaha

wahi tum laut jao aaha

nahi hum jane wale aaha

jale sab jalne wale aaha

meri tauba ilaahi oho hatale ye tabahi oho

to pahle haar mano oho

hume ustad jano aaha

najar ka war hai ye oho

tumhari haar hai ye oho

najar bekar hai ye aaha

tumhari haar hai ye aaha

tumhari haar hai ye tumhari haar hai ye

tumhari haar hai ye tumhari haar hai ye

haar hai ye haar hai ye

haar hai ye haar hai ye

haar hai ye

yaar pate ki baat kahu mai

yaar pate ki baat kahu mai

chhodo ye takrar

pyar me uski o

pyar me uski jeet hai

jo maan le apni haar

kaho ye kaisi kahi aaha

meri ja khub kahi

kaho ye kaisi kahi hey

meri ja khub kahi

kaho ye kaisi kahi hoye

meri ja khub kahi

kaisi kahi khub kahi

kaisi kahi khub kahi kaisi kahi

Explore this song