Roman script

hamne tumko chun liya hamne tumko chun liya 

nazar nazar ki baat hai hamne tumko chun liya

hamne tumko chun liya nazar nazar ki baat hai

tir dil pe kha liya tir dil pe kha liya jigar 

jigar ki baat hai hamne tumko chun liya

duaye ki hai dost ne, duaye ki hai gair ne

duaye ki hai dost ne, duaye ki hai gair ne

humne tumko pa liya humne tumko pa liya 

asar asar ki baat hai humne tumko chun liya

humne tumko chun liya nazar nazar ki baat hai

humne tumko chun liya

tumhi bahar ban gaye hamara pyar ban gaye

tumhi bahar ban gaye hamara pyar ban gaye

dil tumhi pe a gaya dil tumhi pe a gaya 

umar umar ki baat hai humne tumko chun liya

humne tumko chun liya  nazar nazar ki baat hai

humne tumko chun liya

Explore this song