Roman script

humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar 

ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar 

waise to tum acche lage the pehli mulakat me 

baat aage badh gayi phir baat hi baat me 

humko bhi tum acche lage the pehli mulakat me 

baat aage badh gayi phir baat hi baat me 

ye pyar humne tum par lutaya dil ka kaha maan kar 

ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar 

humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar 

ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar 

jaanu hamko maf kar do tum ko satate rahe 

pyar tumse ho gaya tha ab tak chupate rahe 

par aaj humne tumko bataya dil ka kaha maan kar 

ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar 

humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar 

ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar

Explore this song