Roman script

humne jana nahi tum chale do kadam
do kadam sath chal ke bichad bhi gaye 
humne jana nahi
yaara dil ki kadar ki na meri khabar li na 
dilbar jaani tera sukariya
yaara dilbar jaani tera sukariya
teri kaisi dager hai ye jane jiger
meri tarah se khud ko bhi tanha kiya
meri tarah se khud ko bhi tanha kiya
gum to aisa mila rokte rokte 
ashk aankho se meri uttar bhi gaye
humne jana nahi
tune dil ki lagi ko kaha dillagi 
laagi jisse lagi hai wo chhute na
laagi jisse lagi hai wo chhute na
tute aasu bhut meri palko se
hani sheshe ka dil hai ye tute na
hani sheshe ka dil hai ye tute na
tumne dekha nahi
dekhte dekhte teri aankho me 
hum to ghar kar gaye
tumne jana nahi humne jana nahi
tumne jana nahi humne jana nahi
tumne jana nahi humne jana nahi

Song details

singer: Mun Aziz, Asha Bhosle