Roman script

humne har ek galat kaam kiya hai

ab aur ek galat kaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

humne har ek galat kaam kiya hai

ab aur ek galat kaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

humne har ek galat kaam kiya hai

hun pyaar kiya dard liya

humne dil pe buri chot khai

dilruba se bewafa se

humne bhi sikh li bewafaai

apno ko ab tak salaam kiya hai

apno ko ab tak salaam kiya hai

gairo ko ab salaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

humne har ek galat kaam kiya hai

hun rang bhi hai rup bhi hai

apni mahfil me kiski kami hai

saare gile bhul gaye aaj teri kasam khub pi hai

kaanto pe ab tak araam kiya hai

kaanto pe ab tak araam kiya hai

phulo pe ab hum araam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

humne har ek galat kaam kiya hai

hun tum hi nahi ek hasin

hum hajaaro sanam dhundh lenge

tute hue dil ke liye

dusra koi gam dhundh lenge

humne tumhara bahut naam kiya hai

humne tumhara bahut naam kiya hai

thoda sa ab apna naam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

humne har ek galat kaam kiya hai

ab aur ek galat kaam karenge

apni wafa ko badnaam karenge

Explore this song