Roman script

humne ghar chhod a hai rasmo ko toda hai

door kahi jaayenge nayi duniya basaayenge

tere bina jina pade din voh kabhi bhi na aaye

koi bhi aandhi ho, tufan koi humko juda kar na paaye

bas ek baar kiya hai maine tujhe pyaar kiya hai

hum teri baaho me jannat ko bhulaayenge

humne ghar chhod a hai rasmo ko toda hai

chhat pyaar ki dil ki zamin sapno ki unchi diwaare

kaliya mohabbat ki khilne lagi aayi milan ki bahaare

janmo ki pyaas bujha de mujhko gale se laga le

pyaar ke is mandir ko chaahat se sajaayenge

humne ghar chhod a hai rasmo ko toda hai

humne ghar chhod a hai rasmo ko toda hai

door kahi jaayenge nayi duniya basaayenge

humne ghar chhod a hai rasmo ko toda hai

Explore this song